jindagi aasaan hai....?

Gaurav kumar:
“jindagi mein agar sahara mil jaye, to jindagi aasaan hai....

Jis ko chaaha hai agar woh hi mil jaye, to zindagi aasaan hai....

Na hawa chal rahi hai, na asmaan se baras raha hai badal….

Agar upar se ek dua ka asar hi mil jaye, to jindagi aasaan hai....

Sahra mein talash karte usey, khud hi na bhatak jayen hum….

Agar achaanak pani ki ek boond hi mil jaye, to jindagi aasaan hai...

patjhar mein khud ko patton ke zard mein la kar….

Agar achanak koi manzil mil jaye, to  jindagi aasaan hai...

Ab aakhiri lamhaat hain shamaa bujhne kay….

Bas ek nazar us ko dekh le to jindagi "dena"
aasaan hai”

Comments

Popular posts from this blog

Dil se..>>

Dil se...>>

Childhood v/s young