Dard bhare shayri

Gaurav kumar:
Laut jati hai duniya gam hamara dekhkar,
Jaise laut jaati hai lehere kinara dekhkar.
Tu kandha na dena mere janaze ko,
Kahi fir se zinda na ho jau tere sahara dekhkar

Gaurav kumar:
kb hui pyar ki brsat mujhe yad nhi ,
rat me dubi mulakat mujhe yad nhi ,
mai to mdhos tha kuchh itne iski chaht me ,
uske kb chhor diya sath mujhe yad nhi ,

Gaurav kumar:
Kitni Mohabbat Thi Tum Se
Mujh Se Bataya Na Gaya
Shayad Tum
Samajh Na Sake Ya Mujh
Se Samjhaya Na Gaya.

Gaurav kumar:
मेरी GFभी ना एकदम "भुलक्कड़" है..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
कमीनी पैदा होना ही भुल गयी..

Gaurav kumar:
Ek dil mere dil ko zakham de gaya,
Zindagi bhar jeenay ki kasam de gaya.
Lakhon mein se ek phool chuna hamne,
Jo kaanton se bhi gehri chubhan de gaya.

Gaurav kumar:
Jaane Kyo Ab Saram Se Chehre Gulabi Nahi
Hote,
Jaane Kyo Ab Mast Molaa Mijaj Nahi Hote,
Pahle Bata Diya Karte The Dil Ki Baate,
Jaane Kyo Ab Chehre Khuli Kitab Nahi Hote....

Gaurav kumar:
1 Bar " Mohababt " Ne " Khuda " Se Pu6a !!!
Ki " Pyar " Krne Walo Se Tu Iti Nafrt Q
Krta H?
.
.
.
.
.
.
" Khuda " Ne Muskurate Hue Jawab Diya :- "
KuKi Pyar Krne Wale ek Dusre Ko Hi " Rub "
Maan Lete H ...!!!

Gaurav kumar:
Saari Umar Pujte Rahe Log Apne Haath Se
Bane Us Patthar Ke Khuda Ko...
Hamne Khuda Ke Haath Se Bane Hue Ek Ko
Chaha To Hum Gunhagar Ho Gaye...

Gaurav kumar:
Palkon Me Aansu Aur Dil Me Dard Soya Hai,
Hasne Walo Ko Kya Pata Rone Wala Kitna
Roya Hai, Ye To Bas Wahi Jann Sakta Hai Jo,
Zindagi Me Kisi Ko Pane Se Pehle Khoya Hai..

Gaurav kumar:
कितने कम लफ्जों मे जिंदगी को बयान करूँ
लो तुम्हारा नाम लेकर किस्सा तमाम करू

Gaurav kumar:
कभी संभले तो कभी बिखरते आये हम;
जिंदगी के हर मोड़ पर खुद में सिमटते आये हम;
यूँ तो जमाना कभी खरीद नहीं सकता हमें;
मगर प्यार के दो लफ्जो में सदा बिकते आये हम;

Gaurav kumar:
मैखाने मे आऊंगा मगर पिऊंगा नही साकी;
ये शराब मेरा गम मिटाने की औकात नही रखती।

Gaurav kumar:
मैंने रब से कहा वो छोड़ के चली गई पता नहीं
उसकी क्या मजबूरी थी,रब ने कहा इसमें उसका
कोई कसूर नहीं यह कहानी तो मैंने लिखी ही
अधूरी थी...||

Comments

Popular posts from this blog

Dil se..>>

Dil se...>>

Childhood v/s young